Yeh Jeevan Hai | Amit Kumar Version | Kishore Kumar Tribute
Show more
Amit kumar OGÂ Â
8 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
May 16, 2025
#amitkumar #yehjeevanhai #kishorekumar Enjoy The Newly Created Version Of The All Time Classic YEH JEEVAN HAI Hope You All Like It Original Song Credits 👇 Song Title: Yeh Jeevan Hai Singer : Kishore Kumar Music Composer: Laxmikant–Pyarelal Lyricist: Anand Bakshi Movie: Piya Ka Ghar (1972) Lyrics 👇 Yeh jeevan hai iss jeevan ka Yehi hai yehi hai Yehi hai rang roop Yeh jeevan hai iss jeevan ka Yehi hai yehi hai Yehi hai rang roop Thode ghum hain Thodi khushiyan Thode ghum hain Thodi khushiyan Yehi hai yehi hai Yehi hai chaaon dhoop Yeh jeevan hai Yeh na socho iss mein apni haar hai ke jeet hai Yeh na socho iss mein apni haar hai ke jeet hai Isse apnaalo jo bhi Jeevan ki reet hai Yeh zid chhodo yun na todo Har pal ik darpan hai Yeh jeevan hai iss jeevan ka Yehi hai yehi hai Yehi hai rang roop Yeh jeevan hai Dhan se na duniya se Ghar se na dwaar se Dhan se na duniya se Ghar se na dwaar se Saanson ki dor bandhi hai Pritam ke pyaar se Duniya choote par na toote Yeh aisa bandhan hai Yeh jeevan hai iss jeevan ka Yehi hai yehi hai Yehi hai rang roop Yeh jeevan hai iss jeevan ka Yehi hai yehi hai Yehi hai rang roop Thode ghum hain Thodi khushiyan Thode ghum hain Thodi khushiyan Yehi hai yehi hai Yehi hai chaaon dhoop Yeh jeevan hai #YehJeevanHai #amitkumar #KishoreKumar #PiyaKaGhar #OldHindiSongs #BollywoodClassics #LaxmikantPyarelal #AnandBakshi #RajshriProductions #EvergreenSongs #HindiMelody #BollywoodSongs #HindiSongs #EvergreenHits #IndianMusic #RetroVibes #AnandBakshiLyrics #TimelessMusic
Read more
Similar videos