बुरा मान गए HD - आई मिलन की बेला - सायरा बानो, राजेंद्र कुमार - मोहम्मद रफ़ी - Old Is Gold
Show more
Goldmines Gaane Sune Ansune
14 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Jun 4, 2025
Song:- Bura Maan Gaye Singer(s):- Mohammed Rafi Movie:- Ayee Milan Ki Bela (1964) Music Director:- Shankar-Jaikishan Lyricist:- Shailendra #GoldminesGaaneSuneAnsune #SairaBanu #RajendraKumar #MohammedRafi #AyeeMilanKiBela #OldSongs Lyrics:- Bura Maan Gaye Ho Bura Maan Gaye Pyar Aankhon Se Jataya, To Bura Maan Gaye Pyar Aankhon Se Jataya, To Bura Maan Gaye Hal-E-Dil Humne Sunaya, To Bura Maan Gaye Apne Gajre Ke Har Ek Phul Kee Tarif Suni Apne Gajre Ke Har Ek Phul Kee Tarif Suni Jakhm-E-Dil Humne Sunaya To Bura Maan Gaye Pyar Aankhon Se Jataya, To Bura Maan Gaye Woh To Har Roj Rulaate Hai Ghataao Ki Tarah Woh To Har Roj Rulaate Hai Ghataao Ki Tarah Humne Ek Roj Rulaaya To Bura Maan Gaye Pyar Aankhon Se Jataya, To Bura Maan Gaye Bekhudi Par Meri Haste Rahe Sharmate Rahe Bekhudi Par Meri Haste Rahe Sharmate Rahe Ab Zara Hosh Mein Aaya To Bura Maan Gaye Pyar Aankhon Se Jataya, To Bura Maan Gaye Sirf Itni Si Khata Par Hume Dushman Jana Sirf Itni Si Khata Par Hume Dushman Jana Sar Ko Kadmo Mein Jhukaya To Bura Maan Gaye Pyar Aankhon Se Jataya, To Bura Maan Gaye Hal-E-Dil Humne Sunaya To Bura Maan Gaye
Read more
Similar videos