कोई नहीं है फिर भी है मुझको HD - पत्थर के सनम - वहीदा रहमान - लता मंगेशकर - Old Is Gold
Show more
Goldmines Gaane Sune Ansune
14 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Jun 4, 2025
Song:- Koi Nahi Hai Phir Bhi Hai Mujhko Singer(s):- Lata Mangeshkar Movie:- Patthar Ke Sanam (1967) Music Director:- Laxmikant-Pyarelal Lyricist:- Majrooh Sultanpuri #GoldminesGaaneSuneAnsune #WaheedaRehman #LataMangeshkar #PattharKeSanam #OldSongs Lyrics:- Koi Nahi Hain, Phir Bhi Hain Mujhko Koi Nahi Hain, Phir Bhi Hain Mujhko Kya Jane Kiska Intezaar, Ho O O Koi Nahi Hain, Phir Bhi Hain Mujhko Kya Jane Kiska Intezaar, Ho O O Ye Bhi Na Janu, Laharake Anchal Kisko Bulaye Baar Baar Sochu Yeh Hai Ungliyaan, Kis Ke Pyar Ki Gaalon Ko Chhuye Jo Dali Bahar Ki Chhuye Jo Dali Bahar Ki Sochu Ye Hai Ungaliyan, Kis Ke Pyar Ki Galon Ko Chhuye Jo Dali Bahar Ki Koi Nahi Hain, Phir Bhi Hain Mujhko Kya Jane Kiska Intezaar, Kya Jane Kiska Intezaar Pani Mein Chhabi Main, Dekhu Khadi Khadi Baalon Mein Saja Ke, Kaliyan Badi Badi, Saja Ke Kaliya Badi Badi Pani Mein Chhabi Mai Dekhu Khadi Khadi, Phir Banu Ap Hi Bekarar Koi Nahi Hain, Phir Bhi Hain Mujhko Kya Jane Kiska Intezaar, Kya Jane Kiska Intezaar Wadi Mein Nishan Mere Hi Paon Ke Fulon Pe Hain, Rang Meri Hi Chhaon Ke Hai Rang Meri Hi Chhanw Ke Wadi Mein Nishan Mere Hi Panw Ke Phir Bhi Kyon Aye Na Aetbaar Koi Nahi Hain, Phir Bhi Hain Mujhko Kya Jane Kisaka Intezaar, Ho O O Ye Bhi Na Janu Lahara Ke Aanchal, Kisko Bulaye Baar Baar Kya Jane Kiska Intezaar, Kya Jane Kiska Intezaar
Read more
Similar videos