Sign in to like videos,
subscribe, and earn!


Languages

No language preferences


Interests

No interest preferences


How earnings work →

Got more questions? View FAQs

© 2026 LYKSTAGE

ऐ काश किसी दीवाने को HD - आए दिन बहार के - आशा पारेख, नज़ीमा - लता मंगेशकर, आशा भोसले - Old Is Gold

Show more

Goldmines Gaane Sune Ansune  verified-tag

14 subscribers

Uploaded to LYKSTAGE


Jun 4, 2025

Song:- Aye Kash Kisi Deewane Ko Singer(s):- Lata Mangeshkar, Asha Bhosle Movie:- Aaye Din Bahaar Ke (1966) Music Director:- Laxmikant-Pyarelal Lyricist:- Anand Bakshi #GoldminesGaaneSuneAnsune #AshaParekh #Nazima #LataMangeshkar #AshaBhosle #AayeDinBahaarKe #OldSongs Lyrics:- Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye Hum Lut Jaye Dil Kho Jaye Bas Aaj Kayamat Ho Jaye Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye Hai Waqt Abhi Tauba Karlo Hai Waqt Abhi Tauba Karlo Allah Musibat Ho Jaye Allah Musibat Ho Jaye Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye Tumko Maloom Nahi Shayad Kitne Bedard Sanam Honge Tumko Maloom Nahi Shayad Kitne Bedard Sanam Honge Yeh Aapne Sach Farmaaya Hai Ulfat Mein Lakh Sitam Honge Ulfat Mein Lakh Sitam Honge Hai Lakh Sitam Manzoor Hume Bas Ek Inayat Ho Jaye Hum Lut Jaye Dil Kho Jaye Bas Aaj Kayamat Ho Jaye Aaye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye Har Sans Ko Har Ek Dhadkan Ko Woh Apni Yad Bana Dale Har Sans Ko Har Ek Dhadkan Ko Woh Apni Yad Bana Dale Tum Aaj Agar Ek Nagma Ho Tumko Fariyaad Bana Dale Tumko Fariyaad Bana Dale Gairo Se To Ho Shikwe Tumhe Khud Se Bhi Shikayat Ho Jaye Hai Waqt Abhi Tauba Karlo Allah Musibat Ho Jaye Allah Musibat Ho Jaye Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye Har Ek Khata Is Dunyia Ki Is Ek Khata Se Behatar Hai Har Ek Khata Is Duniya Ki Is Ek Khata Se Behatar Hai Yeh Pyar Nahi Ek Dard Sahi Yeh Dard Dawa Se Behtar Hai Yeh Dard Dawa Se Behtar Hai Bas Chain Hume Aa Jaye To Bechain Tabiyat Ho Jaye Hum Lut Jaye Dil Kho Jaye Bas Aaj Kayamat Ho Jaye Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye Hai Waqt Abhi Tauba Karlo Allah Musibat Ho Jaye Allah Musibat Ho Jaye Aaye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye

Read more

Similar videos

Star