इस मोड़ से जाते हैं HD - आँधी - संजीव कुमार, सुचित्रा सेन - लता मंगेशकर, किशोर कुमार- Old Is Gold
Show more
Goldmines Gaane Sune Ansune
14 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Jun 4, 2025
Song:- Is Mod Se Jaate Hain Singer(s):- Lata Mangeshkar, Kishore Kumar Movie:- Aandhi (1975) Music Director:- R.D. Burman Lyricist:- Gulzar #GoldminesGaaneSuneAnsune #SanjeevKumar #SuchitraSen #KishoreKumar #LataMangeshkar #Aandhi #OldSongs Lyrics:- Is Mod Se Jaate Hain Is Mod Se Jaate Hain Kuchh Sust Kadam Raste Kuchh Tez Kadam Raahein Is Mod Se Jaate Hain Kuchh Sust Kadam Raste Kuchh Tez Kadam Raahein Patthar Ki Haveli Ko Shishe Ke Gharaundon Mein Tinko Ke Nasheman Tak Is Mod Se Jaate Hain Is Mod Se Jaate Hain Aandhi Ki Tarah Udkar Ek Raah Gujarti Hain Aandhi Ki Tarah Udkar Ek Raah Gujarti Hain Sharamati Huyi Koi Kadamo Se Utarti Hain In Reshami Raahon Mein Ek Raah To Wo Hogi Tum Tak Jo Pahunchati Hai Is Mod Se Jaati Hain Is Mod Se Jaate Hain Ek Dur Se Aati Hain Paas Aake Palatati Hain Ek Dur Se Aati Hain Paas Aake Palatati Hain Ek Raah Akeli Si Rukti Hai Na Chalti Hain Yeh Sochke Baithi Hun Ek Raah To Wo Hogi Tum Tak Jo Pahunchti Hai Is Mod Se Jaate Hain Is Mod Se Jaate Hain Kuchh Sust Kadam Raste Kuchh Tez Kadam Raahein Patthar Ki Haveli Ko Shishe Ke Gharaundon Mein Tinko Ke Nasheman Tak Is Mod Se Jaate Hain Is Mod Se Jaate Hain
Read more
Similar videos