Traffic jam mai phas gaya mai toh aaj, itna bheed ghar kab pohchunga
Show more
RL
Raju Lohar
0 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Jun 27, 2026
Doston mein Purulia se Jamshedpur a raha tha aur raste mein itna traffic jaam ki dedh ghanta se 2 ghanta mein traffic mein fansa Raha aur itna gadi ka jaam ho gaya tha itna jaam ki दो-तीन ghanta to lagi Gaya aur upar se maarpeet jhagada bhi ho raha tha signal ka pass matlab bahut dikkat ho raha tha aur andhera bhi ho gaya tha aur mere pass hai kuchh chawal bori bhi Thi Jo Bhari bhi tha aur koi sath mein bhi nahin tha FIR bus se utar Kar usko laane mein bhi bahut dikkat ho raha tha aap bhi comment mein batao aapko bhi Aisa Koi dikkat hua hai kya thank u very much ❤️❤️
Read more
Similar videos