Bharat Ke Prachin Shiv Mandir: Hazaron Saal Purana Itihas, Adbhut Vastukala
Show more
Tushar ki duniya
0 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Jul 17, 2026
Bhut purana shiv mandir India # history Vimanam (Shikhara): Mandir ka shikhara lagbhag 216 feet uncha hai. Sabse hairatangez baat yeh hai ki iske shikhar par sthit 'Kumbam' (choti ka patthar) ek hi granite ke patthar ko kaatkar banaya gaya hai, jiska vazan lagbhag 80 ton hai. Us daur mein bina kisi crane ke itni unchai par itna bhari patthar kaise pahunchaya gaya, yeh aaj bhi ek rahasya hai.Parchai Ka Rahasya: Aisa mana jata hai ki dophar ke samay is mandir ke mukhya shikhar ki parchai zameen par nahi girti.Nandi Mandapam: Mandir ke pravesh dwar par ek hi patthar se bani vishaal Nandi ki moorti hai, jo Bharat ki sabse badi Nandi moortiyon mein se ek hai.
Read more
Similar videos