deadly animal in the world mosquito| follow for more content
Show more
VI
vinit
0 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Jul 23, 2026
socho duniya ka sabse khatrnak janwer na he sher hai na shark kiuki ye janwer her sal laghbhag 7 se 10 lakh logo ki jan le leta hai oor ek batt btuu ye humesha tumhare aas pass rehta hai nhyi nhi tumhara dost nhi mai batt kr rha hu machr ki Ye chhota sa machhar malaria, dengue aur yellow fever jaisi khatarnak bimariyan phailata hai. Isi wajah se har saal lakhon log apni jaan gawa dete hain. isi liye kehte hai size doesn’t metter. Aur isi liye, duniya ka sabse deadly animal koi 500 kilo ka sher ya 6 meter lambi shark nahi… balki sirf kuch millimeter ka ek machhar hai.”
Read more
Similar videos