बारिश का कहर: जब आसमान से आई आफत ने पूरे गाँव को पानी में डुबो दिया, किसानो😱🌊
Show more
DS
Dhanu Shinde
0 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Aug 22, 2026
ek gaon ki kahani hai jisme ek kisan Ghanshyam apni patni ke sath bohot samay ke bad apne ganv laut ta hai. Jab vo ganv ata hai tab barish ka Mausam shuru ho jata hai. Jab wo ganv walo se milta hai to pata chalta hai, ki is bar ganv me bohot barish hogi aur ganv ke bandh me pahle se hi darare agayi hai . Jise sarpanch ne theek nahi karaya or bandh toot jata hai. Fir sara ganv aur sarpanch ka ghar bhi doob jata hai. To sabhi log ganv ko use chod kar jungle me ajate hai. Or sarpanch ko apni galti ka ahsa hota hai. Or barish rukne ke bad sarpanch sabkuch theek karvata hai. Aisi hi or videos dekhne ke liye channel ko subscribe zaroor karen.
Read more
Similar videos