Kahaniyan Sunati Hai Pawan: Mohd Rafi Songs | Dharmendra, Rajesh Khanna, Hema Malini | Rajput (1982)
Show more
SuperHit Gaane
141 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Jul 22, 2024
681 Views
???? Lyrics of Kahaniyan Sunati Hai Pawan Aati Jaati : Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati Ek thaa diyaa ek baati Ek thaa diyaa ek baati Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati Bahut dino ki hai ye baat Badi suhaani thi wo raat Diyaa aur baati mile Milake jale ek saath Bahut dino ki hai ye baat Badi suhaani thi wo raat Diyaa aur baati mile Milake jale ek saath Ye chaand ye sitaare bane saare baaraati Ek thaa diyaa ek baati Ek thaa diyaa ek baati Uthaai dono ne qasam Jale bujhege saath ham Unhe khabar naa thi magar Khushi ke saath bhi hai gam Uthaai dono ne qasam Jale bujhege saath ham Unhe khabar naa thi magar Khushi ke saath bhi hai gam Milan ke saath saath hi judaai bhi hai aati Ek thaa diyaa ek baati Ek thaa diyaa ek baati Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati Ek din gali gali aaya ek zoka de gaya dhoka Jyot ko churake le gaya uthake Dil diye kaa buj gaya ho gayi bati juda Ho gayi bati juda Phir usane ye kahan jyot ko di ye duwa Tujhko kai gam naa ho Tujhko kai gam naa ho Roshani ye kam naa ho Roshani ye kam naa ho Tu kisi ke ghar jale khush rahe fule fale Khush rahe fule fale Khush rahe fule fale Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati Ek thaa diyaa ek baati Ek thaa diyaa. #superhitgaane #rajeshkhanna #mohammedrafi #hindisongs #hemamalini #dharmendra #bollywoodclassicsong #bollywood4ksongs #4ksongs #bollywoodsongs #romanticsongs #oldhindisongs #evergreensongs #retrosongs #filmigaane #70shindisongs #LatestSongs #HindiSongs #lovesongs
Read more
Similar videos