मैं तेरे इश्क़ में 4K Video Song : लता मंगेशकर | धर्मेन्द्र- मुमताज़ | लोफर (1973) Evergreen Classic
Show more
SuperHit Gaane
141 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Jul 26, 2024
607 Views
????Song Credits : Song : Main Tere Ishq Mein Movie : Loafer (1973) Singer : Lata Mangeshkar Lyricist : Anand Bakshi Music Director : Laxmikant-Pyarelal Director : A. Bhimsingh Starring : Dharmendra, Mumtaz, Roopesh Kumar, Padma Khanna, Keshto Mukherjee ???? Lyrics of Main Tere Ishq Mein : Main tere ishq mein Mar na jaaun kahin Tu mujhe aazmane Ki koshish na kar Main tere ishq mein Mar na jaaun kahin Tu mujhe aazmane Ki koshish na kar Khubsoorat hai tu to Hoon mein bhi hasin Mujhse nazrein churane Ki koshish na kar Main tere ishq mein Shauk se tu mera imtihaan le Shauk se tu mera imtihaan le Tere kadmon mein Rakh di hai jaan le Bekadarbekhabar Maan ja ziddh na kar Todkar dil mera ae Mere hamnasheen Is tarah muskurane Ki koshish na kar Khubsoorat hai tu to Hoon mein bhi hasin Mujhse nazrein churane Ki koshish na kar Main tere ishq mein Pher li kyon nazar Mujhse ruth kar Pher li kyon nazar Mujhse ruth kar Dil ke tudke hue tut-tut kar Kya kaha dilruba Tu hai mujhse khafa Ke bahane hai yeh Yeh haqueekat nahin Tu bahane banane Ki koshish na kar Khubsoorat hai tu to Hoon mein bhi hasin Mujhse nazrein churane Ki koshish na kar Main tere ishq mein Kab se bethi hoon Mein intazaar mein Kab se bethi hoon Mein intazaar mein Jhootha wada hi Kar koi pyar mein Kya sitam hai sanam Tere sar ki kasam Yaad chahe na kar to Mujhe gam nahin Haan magar bhool Jaane ki koshish na kar Main tere ishq mein Mar na jaaon kahin Tu mujhe aazmane Ki koshish na kar Main tere ishq mein. #Dharmendra #superhitgaane #4ksongs #bollywood4ksongs #latamangeshkar #Mumtaz #Loafer #AnandBakshi #BollywoodSongs #LatestSongs #HindiSongs #RomanticSongs #70sHindiSongs #90sHitSong #70sHits #DharmendraSongs #MumtazSongs मैं तेरे इश्क़ में 4K Video Song : लता मंगेशकर | धर्मेन्द्र- मुमताज़ | लोफर (1973) Evergreen Classic
Read more
Similar videos