Sign in to like videos,
subscribe, and earn!


Languages

No language preferences


Interests

No interest preferences


How earnings work →

Got more questions? View FAQs

© 2026 LYKSTAGE

Pardesiya Ye such hai piya [Full video song] ❣️4k HD song❣️Old is gold song

Show more

ENTERTAINMENT DAILY INDIA  verified-tag

130 subscribers

Uploaded to LYKSTAGE


Aug 17, 2024

.O pardesiya Pardesiya yeh sach hai piya Sab kehte hain maine Tujhko dil de diya O pardesiya Pardesiya yeh sach hai piya Sab kehte hain maine Tujhko dil de diya Main kehti hoon Tune mera dil le liya .... Phoolon mein kaliyon mein Gaaon ki galiyon mein Hum dono badnaam Hone lage hain Nadiya kinare pe Chhat pe chaubaare pe Hum milke hansne Rone lage hain Sunke piya sunke Piya dhadke jiya Sab kehte hain maine Tujhko dil de diya Main kehti hoon Tune mera dil le liya ... Logon ko kehne do Kehte hi rehne do Sach jhooth hum Kyun sabko bataayen Main bhi hoon masti Mein tu bhi hai masti mein Aa is khushi mein Hum naache gaayen Kisko pataa kyaa kisne kiya Sab kehte hain Tune mera dil le liya Sab kehte hain maine Tujhko dil de diya .. Mera dil kehta hai Tu dil mein rahta hai Meri bhi dil ki kali khil gayi hai .. Teri tu jaane re Maane na maane re Mujhko meri manzil mil gayisong Tu mil gaya mujhko piya Sab kehte hain Maine tujhko dil de diya Main kehti hoon Tune mera dil le liya Pardesiya pardesiya Yeh sach hai piya Sab kehte hain maine Tujhko dil de diya Main kehti hoon Tune mera dil le liya.

Read more

Similar videos

Star