In Panchhiyon (Full Song) | Koi Mil Gaya | Hrithik Roshan, Priti Zinta | Koi Mil Gaya Songs
Show more
Sangeet Music
130 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Oct 11, 2024
172 Views
Movie: Koi Mil Gaya Singer: Shaan Lyricist / Lyrics Writer: Ibrahim Ashq Music / Music Composer: Rajesh Roshan Artists / Stars: Hrithik Roshan, Preity Zinta Music On: T-Series Year: 2003 Song Lyrics 👇👇👇👇 Aina aina aina ekna ekna ekna Jogna jogna jogna ekna ekna ekna In panchiyon ko dekh kar Jaage hain ye armaan Dharti pe ham chalte hain par Chhu lenge aasmaan Aina aina aina ekna ekna ekna Jogna jogna jogna ekna ekna ekna In panchiyon ko dekh kar Jaage hain ye armaan Dharti pe ham chalte hain par Chhu lenge aasmaan Ye batao zara ham pankhon bina Jayenge kaise dur waha Kuch bhi ho sakta hai Kuch bhi ho jayega Ham itne nahi naadan Ho ye batao zara ham pankho bina Jayenge kaise dur wahan Kuch bhi ho sakta hai Kuch bhi ho jayega Ham itne nahi naadan Aina aina aina ekna ekna ekna Jogna jogna jogna ekna ekna ekna Dekhte jaao tum aisa bhi ek din Ek din to jarur aayega Hamse iss duniya mein Ek din har koyi jab haath milayega Dekhte jaao tum aisa bhi ek din Ek din to jarur ayega Hamse iss duniya mein Ek din har koyi jab haath milayega Gale se laga legi tumko khushi Badal jayegi ek din zindagi Ye kadmon mein chup jayega aasmaan Tum jaisa koyi bhi na hoga yahan Aina aina aina ekna ekna ekna Jogna jogna jogna ekna ekna ekna In panchiyon ko dekh kar Jaage hain ye armaan Dharti pe ham chalte hain par Chhu lenge aasmaan Aina aina aina ekna ekna ekna [Chhu lenge aasmaan] Jogna jogna jogna ekna ekna ekna In Panchiyon Ko Dekh Kar lyrics from Koi Mil Gaya (2003) movie is penned by Ibrahim Ashq, sung by Shaan, music composed by Rajesh Roshan, starring Hrithik Roshan, Preity Zinta
Read more
Similar videos