Mohabbat ka karo baar
Show more
RA
Ravikant
0 subscribers
Uploaded to LYKSTAGE
Nov 2, 2024
Wo ek ladki jisske sath puri umar kati Zimedariyan baati chahta hoon ab mujhe rehai de Uski umar bhar tak sath na reh saka isliye mujhe ilzaam e bewafai de Magar yaad wo waqt jab mene jhutno per beth ke usse kaha tha Apna ye ranjo gham apni pareshani mujhe dedo Tumhe ghum ki kasam is dil ki veerani mujhe dedo Aspatal ke kamre me lete huye Chehare per oxygen mask Or apne hath me liye soch raha hoon
Read more
Similar videos